[Lights of India] " " Rizq " "

Bismillahir Rahmanir Raheem
Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu



Hazrat Umr Bin Khatab RA Se Riwayat Hai Ke
Woh Kehte Hain Ke
Meine Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam Se farmate Hue Suna Hai Ke
Agar Tum Allah Talah Par Bharosa Karlo
Jiase Ki Bharosa Karne Ka Haqq Hai
Toh Tumhe Iss Tarah Rizq Dega
Jis Tarah Parindoun Ko Rizq Deta Hai
Woh Subha Ko Bhooke Nikalte Hain
 Aur Shaam Ko Peit Bhare
(Apne Ghousloun Me) Aajate Hain

(Tirmidhi)


==================
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen
===================